Sunday 1 November 2020

Sana e Makki ki Chaye ke Faide/ Advantages of Tea made from a Herb namely Sana e Makki


By on 21:55:00

 Sana e Makki ki Chaye ke Faide




Sanna e Makki ki Chaye Hafte mein Yaa 15 din mein sirf ek baar peene ka mamool bana lein Jigar ki bimariyon ka khatam ho jaye ga. Kyon ke jism ki tamam bimariyon ki jarr yaa yun kahin k shuruaat jigar se hoti hai aur yeh jigar ki charbi ko pigla deti hai. 


Corona Virus ke khilaaf bhi baaz experts ne iss ko mawun aur madadgar kaha hai lekin iss ziman mein banda nachez ka koi apna khaas tajurba nahi hai lekin jahan Tak iss ke fawaid ka kaha jata hai woh aap iss misaal se samaj lijiye ke agar Mout ka elaaj hota toh woh iss jari booti sana e makki se hota.

Aap ko yeh Jarri booti hukama ki shop se ba asaani mil jaye gi mazeed ap iss ko Daraz.pk se mangwa sakte hain.

Designer.

0 comments:

Post a Comment