Monday 14 December 2015

Benefits of Honey in urdu/HIndi Shehad ke faide


By on 12:05:00

Benefits of Honey in Hindi

Honey is by God's blessing. Honey is a sweet food made by bees using nectar from flowers. It is a source of healing for the human diet.

Honey that is rich in vitamins, minerals, enzymes and antioxidants is also a good food to start a day.

Infection of cold, cough, sore throat and honey is best. Honey is a very good sore throat remedy. Gargle with the salt in warm water first to reduce swelling then mix one tablespoon of honey in very warm water and sip on this mixture it will soothe your throat and fight certain bacteria that may be lurking.

Honey is an excellent remedy In Intestinal infection

Honey is a good cleanser for skin and very effective moisturizer for skin. Drink honey with milk in daily breakfast skin became clear.

The anti-bacterial property of honey helps to have a healthy scalp.

If you are suffering from hair fall, make a paste with 1 tablespoon of honey, a teaspoon of cinnamon powder and some hot olive oil and apply it to your hair, leave it on for around 15 minutes and then wash it off.

Taking honey with vinegar not only helps lose weight, but also detoxifies the body.
Mix 1 tbsp of honey and 1/2 tbsp of cinnamon in boiling water and drink it. Doing it for a week it will make you use loses pounds of weight within days.

Having a spoonful of honey at bedtime helps you get to sleep, and stay asleep.

Honey contains flavonoids, antioxidants which help reduce the risk of some cancers and heart disease.

You can read in this page honey benefits for skin, honey benifis in Urdu, honey benifits, shehad se ilaj read in detail about honey benefits in Roman Urdu.

Shehad ke Fawaid:

Shehad Aalah Taala ki ata karda nemat hai yeh ghiza insane ke liye shafa ka zareeyah hai. Shehad be shumar fawaid ka hamil haota hai. Jism ko kayi amraz se mahfuz rakhta ahi yeh qudrat ki besh baha nemat, taqatwar ghia aur dawa hai.



Shahad Bimaryon se Nijat Chehre ki Tazgi ki Behtareen Dawa

shehad ka koi aik rung nahi hota shehad ko do qismon mein taqseem kia jata hai. Aik halka aur dusra gehre rung ka. Doctor naks jon ke mutabiq halke rung wale potassium, gandhak, calcium, sodium phosphorus, magnesium silicone, folad, aluminum aur iron bhi ziadah moqdar mein paya jata hai. Gehre rung mein maadani namkiyat ziadah hote hain shehad mein anti biotic khosusyat mojud hain.

Ise zakhmon par bhi lagaya jata hai.
Aanton ke infection ki surat mein shehad ka istemaal behtar ilaaj hai.
Nazlah zukam, khansi, halaq ki khrash mein shehad behtareen hai.
Shahad jitna ziadah arsah rakha jata hai is mein khushbu kam ho jati hai. Tazah shehad dimagh, anton, gurdon aur aasab ko taqat war banana ke liye aik nemat hai.
Nashte mein aik pao dudh mein shehad mila kar rozanah pine se jild saaf ho jati hai aur qabz rafaa ho jata hai.
Chehre ko khubsurat banana wali ashya mein shehad aaj bhi sab dawayon mein sab se ziadah mowassar tasleem kia jata hai.
Chehre par shehad lap laga kar thori der rahne dain aadh ghante baad chehre saaf karain. Rung saaf ho jaye ga.
Bachon mein khoon ki kami doodh mein shehad dene se khoon ki kami ki shikayat dur ho jati hai.
Aagar bad-hazmi mein bachon ko chand din shehad ka aik chmcha istemaal karaya jaye to bad-hazmi ki shikayat dur ho jati hai.
Warning: This site provides general information about your health. for more information and treatments please contact your doctor.



Designer.

0 comments:

Post a Comment