Monday 28 December 2015

Dant Ke Dard Ka Desi Ilaj In Urdu


By on 10:51:00

find more here about Healthy teeth

Dant Ke Dard Ka Desi Ilaj In Urdu

1. Agar sehdi taraf Dant mein dard ho to sehdi hath par shahdat ki angali aur anguta ke darmiyan barff ka tukra mila.

2. Waja malum nahi lakin issi totke se aksar Dant ke dard ko faida ho ta hai.

3. Yarrow ki taaza jarea ya patto ko mota mota pees kar masoro ya Dant par lagi issi se afaka ho gea.

4. Ek chota tukara pehtkare aur do glass pani saaf bottle mein dal kar rakh lea. Dant ke dard mein issi pani seguliya karea.

5. Masora ke liwe bhi faida mand hai . hatali mein barff dal kar ya thanda pani mein kapra bego kar jis tarfa dard ho issi jabrae par lagea.

6. Agar issi se faida na ho to thore dark e bad garm pani ki bottle ya garm pani mein kapra bego kar issi sesakie kare.agar Dant ka dard halka ho to waqtan waqtan thora sebakin soda garm pani mein mila kar kule kare.

7. Amuman Danto ke beej mein kahna pahsna seDanto mein dard ho ta hai issi ko floss seDanto ke beej ki jaga saaf kare agar issi sefaida na ho to dard wali tarf ice bag mein barff dal kar sekye karea. Agar thanda sefaida nahi ho to garm pani ki bottle ya kapra garm kar ke dard ki jaga pa lagea.

Dant Mai Dard In Urdu
Dant dard ke lia amrod ke pattey abul kar cullia kare dard khatam ho jai ga.agar Dant mai dard ho to cotton ka tukra khula ke siray par laga kar soroge cavity ko halka halka saaf kar lai.phr ek doseray cotton ke tokra ko long ke tail me dibo kar Dant ke surag mai dab alai dard kam ho jai ga.
Masoore Soj Jana

Masooro ko masbot kar na ke lia ek khane ka chamcha shade aur thore se kalongi pani ma abul kar culiya kare.chameli ki bail ke taza pAataylai kar pani ma abulay aur culiya kare. Iss seapp ke masooro ka rang jo chalia khana sekharab ho gia ho wo thike ho jai ga. Namak ko sarso ke tail me malakar raat ko masooro par lagai iss ke alawa salad oil masooro ke lia bhot muffed hai.agar masooro mai arze sozish ho to barf ke cubes par anannas ka Ras taza ya daba ka dal kar masooro par malay iss sesojan kam ho gi.

Dare Ka Dard In Urdu
Agar dare mai dard ho to thore sematey ke dane pani mai abulkar culiya karedard khatm ho jai ga.raat ko sone sephele bhote chota sekhAatay ka dare mai dab alai aur sojai jado ke thara nind ajai gi
Designer.

0 comments:

Post a Comment